Balam Pichkari Lyrics – Yeh Jawaani Hai Deewani


Balam Pichkari lyrics from ‘Yeh Jawaani Hai Deewani’ Balam Pichkari  song is a good song for play in holi festival . starring Ranbir Kapoor and Deepika Padukone in the Karan Johar produced celebration of love.

Movie :- Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)
Song :- Balam Pichkari
Music Director: Pritam Chakraborty
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Cast :- Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapoor, Kalki Koechlin

Balam Pichkari lyrics

Itna mazaa kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya (x-2)

Dugna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal kaisa nawaabi ho gayi...

Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi....

Haan balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Teri kalaayi hai haathon mein aayi hai..

Maine maroda toh lagti malaayi hai
Mehenga pade ga yeh chaska malaayi ka
Upwaas karne mein teri bhalaayi hai
Ho bindiya teri maahtaabi ho gayi
Dil ke armaano mein behisaabi ho gayi

Toh balam pichkaari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi..

Balam pichkaari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi..
Haan jeans pehan ke Jo tune maara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi… Hey.. hey.. hey..

Hey kyun no vaccancy ki hothon pe gaali hai
Jabke tera dil ka kamra toh khali hai
Kamra toh khali hai

Mujhko pata hai re kya chahta hai tu
Boli bajan teri neeyat kawaali hai
Zulmi yeh hazir jawaabi ho gayi
Tu toh har taaley ki aaj chaabi ho gayi

Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi

Haan bole re zamana kharaabi ho gayi
Haan bole re zamana kharzabi ho gayi

Share this

Previous
Next Post »