Ishqa Lyrics - Dishoom 2016 | Hindi Movie , Jacqueline Fernandez


New Bollywood Movie 2016 Ishqa Lyrics from Dishoom hindi movie, starring John Abraham, Varun Dhawan, Jacqueline Fernandez this song is sung by Abhijeet Sawant, Antara Mitra & lyrics are written by Kumaar . this song are produced by Pritam.
Songs/Details
Movie :- Dishoom

Song :- Ishqa Lyrics
Singers :- Abhijeet Sawant, Antara Mitra

Music :- Pritam
Lyrics :- Kumaar
Music Label :- T-Series



Ishqa ishqa.. badmaash kare ishqa..
Ishqa ishqa.. jag se na dare ishqa
Dil ki chori hai kaam yehi iss ka
Ishqa ishqa.. badmaash kare ishqa....

Zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja
Aa zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja.. kuch bhi kar ja.. (x-4)

Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bigdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai....
Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bigdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai....

Zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja(x-2)

(Kar ja… aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja.. kuch bhi kar ja
Kar ja.. aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja.. kuch bhi kar ja....

Kar ja.. kuch bhi kar ja....
Kar ja.. kuch bhi kar ja....

Share this

Previous
Next Post »