Dil Ko Aaj is the fresh hindi track form the
new album ‘Dhunn’. The song in the sung by Sreejith Edavana. He also produced
the Music of this song & heart touching lyrics from Chandan Kataria.
Song :- Dil Ko Aaj
Singer :- Sreejith Edavana
Album :- Dhuun
Music :- Sreejith Edavana
Lyrics :- Chandan Kataria
Label :- Times Music
Singer :- Sreejith Edavana
Album :- Dhuun
Music :- Sreejith Edavana
Lyrics :- Chandan Kataria
Label :- Times Music
Dil Ko Aaj Lyrics
Dil ko aaj yeh kaisa dard hua,
Teri baaton ka kuch asar hua..
Teri baaton ka kuch asar hua..
Dil ko aaj yeh kaisa dard hua,
Teri baaton ka kuch asar hua..
Teri baaton ka kuch asar hua..
Aankh se yun huyi,
Ashkon ki baarish,
Ashkon ki baarish,
Dil sambhale na sambhla,
Kya yahi hai pehle pyaar ka pehla gum
Kya yahi hai pehle pyaar ka pehla gum
Dil sambhale na sambhla,
Kya yahi hai pehle pyaar ka pehla gum...
Kya yahi hai pehle pyaar ka pehla gum...
Dil ko tere manaane ka intezaar tha,
Tere pyar jataane ka intezar tha,
Fir kyu kiya nahi tune aitbaar
Kyu chod diya tune saath..
Tere pyar jataane ka intezar tha,
Fir kyu kiya nahi tune aitbaar
Kyu chod diya tune saath..
Dil ko aaj yeh kaisa dard hua,
Teri baaton ka kuch asar hua,
Dil ko aaj ye kaisa dard hua,
Teri baaton ka kuch asar hua,
Teri baaton ka kuch asar hua,
Dil ko aaj ye kaisa dard hua,
Teri baaton ka kuch asar hua,
Tu nahi.. par tera ehsaas yahi hai,
Tu nahi.. par teri yaadein to hai,
Aankhein huyi yun num,
Dil gaya..dil gaya yun dhunn,
Tu nahi.. par teri yaadein to hai,
Aankhein huyi yun num,
Dil gaya..dil gaya yun dhunn,
Dil ko aaj yeh kaisa dard hua,
Teri baaton ka kuch asar hua, (x-2)
Teri baaton ka kuch asar hua, (x-2)
Aankh se yun huyi,
Ashkon ki baarish,
Dil sambhale na sambhla,Ashkon ki baarish,
Kya yahi hai pehle pyaar ka pehla gum
Dil sambhale na sambhla,
Kya yahi hai pehle pyaar ka pehla gum..