Mohabbat Lyrics | Aditya Narayan


Aditya Narayan New romantic hindi track this music was burning your heart. The beautiful lyrics & music  of this song are also by Aditya Narayan. Official video are available on T-series.

Song :- Mohabbat
Singer :- Aditya Narayan
Music :- Aditya Narayan
Lyrics :- Aditya Narayan
Music Label :- T-Series

Mohabbat Lyrics

Mohabbat.. badi ajeeb si cheez hai,
Mohabbat.. zindagi ke kareeb hai,
Mohabat mein dooba hai saara jahan,
Mohabbat na hoti toh hota kya yahaan..

Aakhir kya hota hai pyaar..
Koi toh samjhao yaar
Ansuljha sa ye sawaal,
Kya hai aur kyun hai ye pyar..

Mohabbat.. ek ajnabi sa khwaab hai,
Mohabbat..jawaab tha jawaab hai,
Mohabat hi khudaa mohabat hi jahaan,
Mohabbat na hoti toh hota kya yahaan..

Aakhir kya hota hai pyaar.

Koi toh samjhao yaar
Ansuljha sa ye sawaal,
Kya hai aur kyun hai ye pyaar

Kehte hain har kisi ke liye,
Kisi na kisi ko banaya hai,
Agar mil jaaye woh koi toh,
Zindgai na samjho gale lagaya hai,

Kab milegi meri woh
Samjhayegi mujhe jo kyu
Mohabbat mein dooba hai saara jahan,
Mohabbat na hoti toh hota kya yahaan

Aakhir kya hota hai pyaar
Koi toh samjhao yaar
Ansuljha se ye sawaal,
Kya hai aur kyun hai ye pyaar..

Share this

Previous
Next Post »