New Upcoming Movie “Sarbjit” new song Meharbaan.
This song is sung by the group of Sukhwinder Singh, ShailHada and Munnawar
Masoom. Music of this song are composed by Shail-Pritesh & lyrics are
written by A M Turaz.
Movie :- Sarbjit
Song :- Meherbaan
Singer :- Sukhwinder Singh, ShailHada, Munnawar Masoom
Music :- Shail-Pritesh
Lyrics :- A M Turaz
Label: T-Series
Song :- Meherbaan
Singer :- Sukhwinder Singh, ShailHada, Munnawar Masoom
Music :- Shail-Pritesh
Lyrics :- A M Turaz
Label: T-Series
Meharbaan Lyrics
Sir se sajda to sab karte hain,
Hum dil ko jhukakar jayenge,
Rootha mukaddar tere hi dar se,
Aaj manakar jayenge..
Hum dil ko jhukakar jayenge,
Rootha mukaddar tere hi dar se,
Aaj manakar jayenge..
Hum jo aaye bulaya hai tune,
Tera shukriya,
To fir karde khatam ye jo sarhad hai,
Humare dramiyan..
Tera shukriya,
To fir karde khatam ye jo sarhad hai,
Humare dramiyan..
Meharbaan meherban meherbaan..
Meharbaan meherban meherbaan..
Meharbaan meherban meherbaan.. (x-3)
Aaj ye thaani hai,
Hanji haan haan maine aaj ye thani hai,
Tere dar pe baha du aankh mein,
Jitna mere paani hai...
Hanji haan haan maine aaj ye thani hai,
Tere dar pe baha du aankh mein,
Jitna mere paani hai...
Gumkhaar tujhsa nahi hai,
Dekh li karke naadaniyan,
Barson ki kaid lamho mein tu,
Banaata hai azadiyan...
Dekh li karke naadaniyan,
Barson ki kaid lamho mein tu,
Banaata hai azadiyan...
Meri fidrat hai gunaah karna,
Teri aadat hai maaf karna,
Teri aadat hai maaf karna,
Meharbaan meharban meherbaan..
Meharbaan meharban meherbaan..
Meharbaan meharban meherbaan..
Meharbaan meharban meherbaan..
Meharbaan meharban meherbaan..
Ik loh baan sa chala hai mujh mein,
Teri khusboo mein mehka hun main,
Sargoshiyan si mujh mein huyi hain,
Parindo ki tarah chahka hun main...
Teri khusboo mein mehka hun main,
Sargoshiyan si mujh mein huyi hain,
Parindo ki tarah chahka hun main...
Sab aar paar dikhne laga hai,
Main ban gaya mera aaina,
Khud ka hi khi khud se yun ho gaya hai,
Har mod pe saamna..
Main ban gaya mera aaina,
Khud ka hi khi khud se yun ho gaya hai,
Har mod pe saamna..
Tere karam se mile sanam se,
Khushiyan kadmon tale bijhi padi hain..
Khushiyan kadmon tale bijhi padi hain..
Meharbaan meharban meherbaan...
Meharbaan meharban meherbaan...
Meharbaan meharban meherbaan...
Meharbaan meharban meherbaan...
Meharbaan meharban meherbaan...
Meharbaan meharban meherbaan... (x-2)
Meharbaan..