MANZOOR E KHUDA Lyrics – Thugs of Hindostan



MANZOOR E KHUDA Lyrics – Thugs of Hindostan

Manzoor e Khuda Lyrics – The song is sung by Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan and Sukhwinder Singh and composed by composed by Ajay-Atul while Manzoor-E-Khuda lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.

Singers: Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh
Music: Ajay-Atul
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music Label: YRF Music


Baba lauta de mohey gudiya mori Angana ka
jhoolna bhi Imli ki daar waali
muniya mori Chandi ka painjna bhi….
Ik haath mein chingariyan Ik haath mein saaz hai
Hansne ki hai aadat humein Har gham pe bhi naaz hai

Aaj apne tamaashe pe mehfil ko Karke rahenge fida Jab talak na karein jism se jaan Hogi nahi ye juda Manzoor-e-Khuda Manzoor-e-Khuda Anjaam hoga humara jo hai Manzoor-e-Khuda Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda) Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda) Toote sitaaron se roshan huaa hai Noor-e-Khuda Ho chaar din ki ghulami Jism ki hai salaami Rooh toh muddaton se aazaad hai Ho..

hum nahin hain yahan ke Rehne wale jahaan ke Woh sheher aaasman mein aabaad hai Ho khilte hi ujadna hai

Milte hi bichhadna hai Apni toh kahaani hai yeh Kaagaz ke shikaare mein Dariya se guzarna hai Aisi zindagaani hai yeh Zindagani ka humpe jo hai karz Kar ke rahenge adaa Jab talak na karein jism se jaan

Hogi nahi ye juda Manzoor-e-Khuda Manzoor-e-Khuda Anjaam hoga humara jo hai Manzoor-e-Khuda Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda) Manzoor-e-Khuda (Manzoor-e-Khuda)

Toote sitaaron se roshan huaa hai Noor-e-Khuda Baba lauta de mohey gudiya mori Angana ka jhoolna bhi Imli ki daar waali muniya mori Chandi ka painjna bhi

Amitabh Bachchan Dialogue
Aazaadi hai gunaah
Toh qubool hai sazaa
Ab toh hoga wohi Jo hai
Manzoor-e-Khuda

Share this

Previous
Next Post »